Kuch haseen lafzon ke alfaz bhi jb phike pad jate hai,
Aankhen whin se apni kahani batana shuru kr deti hai….
Aankhen , zubaan ki tarah byan krna to nhi janti,
Magar, sari shikayaten kr deti hai unhe samjhne wale se,
Jis wafadari se aankhen, sath nibhati hai
Apke humsafar ka,
Us kadar to shayad aap khud bhi na nibha paoge kbhi,
Khete hai ki ankhon ke aansu sari bate keh jaya krte hai,
Nam nhi…. Mene sukhee aankhon ko pdna seekh lia tha,
Kunki aansoo khtm ho chuke the whan..
Aaj dekha chand zamanno baad us chehro ko,
Or ek baar phir uski aankhen ussse dga kar meri hogyi,
Sara sach byan bhi kr gyi, or ek baar uth ke nazare wo, nazaro hmari se mil bhi na ski
Zamana yu hi nahi keh dia mene,
Pr shayad apne bin, zindagi , katne nikla hu ab to pal pal ka hisaab rkhta hu,
Baaakkii…
Aam insaan hi hu ,
Khin deewana mt samajhna..
Wo phir keh denge tujhe tujhse achhe se jante hai hum,
Or hm bhi bs whi keh kr shayad muh mod lenge, jo kha krta the unke khush hone pr, ki khush reh bs apna to main dekh hi lunga
Muh isliye nhi moda kunki chehra pasand nhi ab hme unka,
Naaaahhh
Pr islie mod lia kunki wo nazar nhi mila skte hmse shayad,
Or hm unhe takleef bhi nhi dena chahte..
Aankhen do tarah ki hoti hai, choti or badi..
Tu puch lia ek din unhone ki tujhe kesi pasand hai , choti ya bdi??
Aaj bhi keh rha hu..
“Teri…….”
Ye sun muh moda usne or jo muskaan thi uske labon pr…
Aaj woh hmare sath hoti to abhi chum lete unhe.
Or haan...
Akhiri likhawat me ek galati ho gyi thi humse ,
Mana hmara likhawaten bhi ab tumhare naam hai,
Chand lafz usme dusron ke lie bhi hua krte hai,
Tujhe galat to me muh se bhi nhi keh skta , likhna tune maan bhi kese lia..
......Sch
Ishq sccha whi ,jisko milti nhi , Manzilllee.....
Han sunna tha pr yar phir tu yhi manle na ki pyar scha nhi tha mera,
Wese bhi kbhi kbhi tang bhi to kia krta tha tujhe😉
Comments